Saturday, 29 June 2013

Ranjhanaa Review | Sonam Kapoor, Dhanush, Abhay Deol

Raanjhanaa  bhi halhi mai aayi love stories ashiqui2, Yeh Jawani Hai Deewani  ki queue mai shamil ho gayi hai.
We are introduced to Kundan jiska role dhanush ne kiya hai vah ek dakshin bhartiy hindu hai jo bhagwan mai bahut vishvas rakhta hai aur vah bachpan se hi padaos mai rahne vali ek muslim ladki joya sonam kapoor ko chahta hai  jo Varanasi mai rahti hai aur uske pita professor hai school ke dauran kundan hamesha joya ke sath hi ghumne phirne ki koshish karta is prakar vah apne pyar ka ijahar joya se kar deta hai  lekin joya use ghambhirta se nahi leti ek din jab kundan apne pyar ko ijahar karne ke liye apni kalai kat leta hai to joya use sabke samne gale lagha leti hai isse joya ke ghar vale naraj hote hai aur  use aghe ki padai ke liye alighad bajh diya jata hai jiske baad vo college ki padai ke liye dili chali jati hai. Dili mai uski mulaqat ek student leader akram abhay deol se hoti hai aur vo dono ek dusre ko chahne lagte hai. Is bich bindiya swara bhaskar bachpan se hi kundan ko chahti hai aur use se shadi karna chahti hai. Aath sal bad joya apne ghar Varanasi pauchati hai  kundan ek bar phir use milta hai aur apne pyar ka ijahar karta hai lekin vo mana kar deti hai kyonki vah to akram se pyar karti hai joya apne gharvalo ko apne pyar ke bare mai batati hai  aghe kya hota hai janane ke liyefilm dekhe.
Raanjhanaa has a fantastic first half. Watch it for Dhanush and Sonam's performances and some colourful one-liners and dialogues.

No comments:

Post a Comment